1. maaz fatmi |
12 Aug, 2010 |
Allah tala hazrat wala ka saya ta qayamt hm par qaim rakhen, khuda ki qasm karachi par os waqt tk koi selab ya koi azab nahi asakta jb tk hazrt wala hamare drmiyan hen kiynke jis zameen par AKHTER HU WAHAN AZAB KESE ASAKTA hay ,ALLAH TALA hame qadr ki toufeeq ata farmaen. |
karachi-malir, Pakistan |