Arif Billah Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Sahib (Rehmatullah Alaih)

Feedback


Add your feedback
 
Khaaak Pay-e-Shaikh 04 Jul, 2008
Assalam-o-alaikum!!Hazrat, Wali-ullah bananay walay Chaar A\'amaal English main Upload kab karain gay!!Asal main Kuch Forums per angraiz log hain jo maang rahay hain English main poori Kitaaab!!Agar ho sakay tou upload kardain ya Banday ko Send kardain JazakallahDuaoon ki Darkhaast haiKhaaak-paye-shaikh
Karachi, Pakistan
khake paey shiekh,kamal 29 Jun, 2008
ARIF BILLAH ROOMIE SAANI SHIEKUL ARAB WAL AJAM GHOOSE AZAM QUTUBUL AQTAAB MAHBOOBE SUBHAANI SAHIBUL HAYA WAL IMAAN MAIRI ANKHOON KI THANDAK MAIRAY DIL KI DHRKAN HAZRATWALA damatbarkatahum ko ALLAH TALAH 100% sehate kamila ajila mustamirra ata farmae APNI RAHMAT SAY Bi-HURMAT-e-SAYYIDUL MURSALEEN sallALLAHO ALAIHI wasallam, AUR site daikh ker bayanaat sun ker aur LIVE majlis sun ker HAZRATWALA say door rah ker bhi qurbat mahsoos hooti hay, YAY DOORI bhi ALLAH DOOR KARDAY .. sb say dua k darkhast hay ...JAZAKALLAHO KHAIR sab site waloon ka,,,
jeddah, Saudi Arabia
Waqas Ali Tunio 28 Jun, 2008
INTEGRATE: Arguably one the best options for webmasters and bloggers from Khanqah site. ZABARDAST. Jazakallah.
Khairpur Mir's, Pakistan
Waqas Ali Tunio 28 Jun, 2008
To me, Khanqah site is the best Islamic Site I have ever visited. As for others, they are very much general, having all the options to put on, but as far Khanqah site, it is a complete dedication to Hadratwala (DB), yet it stands high. Built on one personality, Hadratwala (DB), Khanqah site provides such tools to its visitors and the slaves of Hadratwala and Hadratwala's Khulafa, like me, a complete web approach to Khanqah at home. I am regular visitor of Khanqah site, since early 2006, at that time site was okay, but no updates were made, which always disappointed me, but this master-piece of Khanqah Imdadia Ashrafia site shaked me when I first saw it. Living out of Karachi, it was always very difficult to buy CDs, Books etc, but this site provided a lot more than expected. Regular UPDATE, world-class eTools, Latest Books, especially online reading of them, plus LIVE MAJALIS, Bayan of the Week, MAP of Khanqah from Google Earth, Blog, I mean everything is to its best. I pray for all associated to Khanqah site, as it is a great asset to those living outside. I have benefitted from the Khanqah site big time. BOTTOM LINE: A site, that I LOVE.
Khairpur Mir's, Pakistan
Muhammad Uzair Khan 10 Jun, 2008
Assalam-o-alaikum!Mashallah ?The site Is going Well!Please Upload the bayan Of Monday 09-06-08, After Maghrib Which Was Delievered By Hazrat Sufi Shah Feroz Abdullah Memon Sahab Damat Barkatuhum! Jazakallah
karachi, Pakistan
muhammed arif hussain 22 May, 2008
maashaallah ek masihe ke taur par allah ne hazrat e aqdas hakeem muhammed akhtar saahab se poore aalam me islahe nafs ka kaam le rahe hain aur alhamdulillah mujh jaise siyakaar ko bhi bahot faaida huwa. allah jalla jalaa luhu hazrat ko sehat aur shifa se pur kare aur tadier hazrat ka saaya hum jaiso par rakkhe. waqai dil se dua nikalti hai hazrat ke liye.hazrat se bhi dua aur tawajjo ki darkhaast hai.
mumbai, India
Binta MuhammadIbrahim 16 May, 2008
Allah subhanatala tala ka fazal sa hazrat sa bait huwi hoon,Hazrat wala ka mawaiz sunana aur parhna sa bohat faida hota hai aur maza bhi bohat ata hai,Allah subhana tala hazrat ka faiz ko pura alim main phailaya aur humain haqeeqi mano main Allah ka ashiq banaya,aur Hazrat ka saya ta qayamat humara saro par qaim rakha,Subhana ALLAH !
Rawalpindi, Pakistan
muhammed arif hussain 15 Apr, 2008
alhamdulillah .... allah ka badaa hee fazl hai allah hazrat e wala se bohat hi wasee paimaane par kaam le rahe hain aur islahe baatin ke liye is daur mein behtareen raabta allah ne internet ke zariye se qaaim kiya takey har taalib ka ta'aluq hazrat se rahe. duaa aur tawajjo ki khaas darkhaast.
mumbai, India
muhammed arif zindran 01 Apr, 2008
alhamdullih hazrat key malfoozat se waqai bahot faidaa huwa aur unke live bayan se bhi badaa faidaa ho raha hai .allah hazrat key faiz se poore aalam ko mustafeed kare
mumbai, Pakistan
khakePAEY shiekh 18 Mar, 2008
ZBRDST SITE..L I VE majlis sunta hoon maza aa gaya...RABULAWWWAL kay bayan say buhuuut faida hoa,,,yahan bidaat buht hay yay BAYAN kitaabi shakal main hoona chahiyay.. DUA K DARKHWHAST
-hyderabad, Pakistan
Email this Page
Google Bookmarks Slashdot del.icio.us Yahoo! My Web Ask Windows Live
Share this page
Short Audios
Just 4 min 56 seconds
| |

Warning: MagpieRSS: Failed to fetch http://blog.zikr.pk/feed?cat=-12,-140,-156 (HTTP Response: HTTP/1.1 301 Moved Permanently ) in /var/www/html/zikrpk/web/vendors/magpie/rss_fetch.php on line 238
RSS Feeds
Blog Updates
Get Latest Updates via Email
   
  Copyright 2024. All rights reserved.
Download   PDF Reader