ASSALAM O ALAIKUM
Masha Allah!! Hazrat Wala Db ka darde dil sab se anokha hai......Saari Zindagi Ghum Uthanay Walay Aur Allah(SWT) ki Muhabbat se Bharpoor Dil se Niklay Huay Hazrat Wala Db kay chand Alfaaz aur logo kay ghanto kay bayan se ziada mufeed hain....SUbhan Allah! Bohot hi nafa hua....Allah(SWT) mujh samait sabko Amal ki tofeeq ata farmae aur isko phelaanay ki tofeeq ata farmae...Aameen
karachi, Pakistan
3. imran ada
07 Feb, 2010
allah pak hazrat e wala ki ege mai barkat farmai k hamari nslon ki naslin in ka kalam suny allah pak hazrat ko sehat wa tandrusti atakaray ameen ameen ameen ameen
karachi, Pakistan
4. Muhammad Amir Hashmi
22 Jan, 2010
Mashallah, Allah Taala ye Dam Salamat rakhe. Allah tala mujhe aur tamam jahan walo ko hazrat wala ke Ikhlas ki barkat se gunaho se mahfooz rakhe AMEEN.
Karachi, Pakistan
5. shahmir kk
19 Jan, 2010
ALLAH HZRAT WALA OR HAZRAT MIR SAHAB KA SAYA mjh jaise kamtrin nakara per marte dam tak rakhe or khushi ki akhri had tak khushi de or 120 years zindagi de AMIN
khi, Pakistan
6. DR Abdul Qudoos
07 Jan, 2010
i got a lot of benifit by shaikh sahib lectures may Allaha Keep him always healthy & prosparouse
karachi, Pakistan
7. Shahzeb
30 Nov, 2009
ASSALAAM-O-ALAIKUM............a very good and excellent faith provoking speech. May ALLAH jalla jalaluhu gives our Hazratwala a long life.
karachi, Pakistan
8. Imran Ahmed
14 Nov, 2009
Subhanallah, Allah Rub-ul-Azet Hamey Amal Ke Tufeeq At Fermay.
Aameen
karachi, Pakistan
9. Asad
14 Nov, 2009
assalam o alaikum ...Allah Tala Hazrat wala ki umer may barkat ata farmaay or aap say zyada say zyada deen ka kaam lenay ki taufeeq ata farmaay....Ameen
aap k khanqah may Allah Tala nay wo barkat or aap k byanat may wo taseer rakhi hay k may sirf aap kay khanqah may 2 dafa aaya tha or Allah nay mujhay daarhi jesa khubsurat tohfa ata kia hay or abhi b may aap k khanqah may aata rehta hun ...Allah Tala ap k darjaat buland farmaday..Ameen
karachi, Pakistan
10. DR MANSOOR
10 Nov, 2009
Asslamalequmwa rahmatullah , Meray Sheikh Murshadi Mullai , Hazrat wala, ko Allah subanhutallah ,umar Khizar atta farmadeen Ammen .
karachi, Pakistan
11. bandi khuda
09 Nov, 2009
ASSALAM O ALAIKUM ...MASHALLAH ...HAZRAT E WALA KO ALLAH TALA U HE DEEN KI KHIDMAT K LIYE TA QAYAMAT QUBOOL AUR SALAMAT RAKHAIN AMEEN ...JINKI BADOLAT HUM MUREEDIN TARBIYAT AUR ISLAH MAY HAIN AUR JINKA FAIZ BHIALHAMDULILLAH PA RAHAY HAIN ...BAIT HONA EK BOHAT BARI SADAT AUR SUKOON HAI...HAQEER KO DUA DIJEAN K ALLAH PAK MUJHE EMAN KI DOLAT AUR AFIYAT NASIB FARMAEIN MUSALASAL TAHAYAT AMEEN...JAZAK ALLAH
karachi, Pakistan
12. Shaikh Atif
08 Nov, 2009
Assalaliyakum hazrat aap ke baayan soon ke aap se milne ka dil ho raha mera lea dua kija
Azamgarh, India
13. Talha
30 Oct, 2009
Assalam-o-Alikum
MashaAllah... Allah Hazrat Wala (DB) ko sehatyabi aur lambi umar ataa farmaey Amin.
Karachi, Pakistan
14. akbar adnan
30 Oct, 2009
It was my Pleasure to listen Hazrat Sahab Voice. May ALLAH Forgive US.Ameen.
karachi, Pakistan
15. Fahad Aleem
25 Oct, 2009
Asalamoalaikum warahmatullahi wabarakatuhu,
Alhamdulillah I heard Hazratwala's bayan live in karachi, may Allah give us the strength to practice what Hazratwala has taught throughout his life and will inshaAllah teach us till our hearts are completely purified for Allah(swt)'s love.
MashaAllah Hazratwala speech made the audience laugh as always, may Allah(swt) grant long life with health to our beloved Hazratwala (damatbarakatuhum). Ameen ya RAB al alameen.
Dubai, United Arab Emirates
16. Emad
24 Oct, 2009
mashallah ,,, assalamoaliekum , Allah taala Hazrat wala ho lambi umer ata farmaie AMEEN . . . .
karachi, Pakistan
17. saleem Akhtar
23 Oct, 2009
Bahot Khusee howi hazrat ka biyan soun ker. Allah taala hazrat ko mukammal sihat ata fermai ( Ameen)
Dubai, United Arab Emirates
18. Abdul Moiz
22 Oct, 2009
Assalam u Alaikum
Zarat wala KI zindagi me allah paak khoob brakat ataa fermai aur Allah paak humsub ko sahee maanu mey mustafid huney ki taufeeq atafermai aur amal ka kerna asaan fermai.
Ager koii mera salam aur Duaa ki derkhast Hazrat Wala tak puhcha dey tu may uska bahut shuker guzaar hunga.
Aakher mey aap tamaam se dua derkhast
Allah Hafiz
Jeddah, Saudi Arabia
19. HAMZA IQBAL
19 Oct, 2009
assalmua;ikmhazrat walaka gulshen ka byan sun kar duil ki aik ajib di kyfiat ho gai ALLAH PAK hazrat ka saya hum sub pur ta dsair qaim rakhy.ameen .sub kw salam
hamza iqbal
karachi pakistan
KARACHI, Pakistan
20. Muhammad Ovais Qarni
18 Oct, 2009
Mashallah .............. Allah tala Hazrat ko salam rahk ta kiyamat rahkay Amin.......
Karachi, Pakistan
21. Muhammad Asif Jawaid
18 Oct, 2009
Ya Allah Hami Hazrat Wala ke kadar atta farma, or inkey sobhat mujahi or merey aney wali 3 naslon ko naseeb farma.
YA DAWA HAZRAT WALA SAY KARWAIN GA
MAY HAZRAT WALA KEY
KHLIFA
HZRAT MOFTI IKHLAK AHMED SAB
KA MORID HON
Karachi, Pakistan
22. Zeeshan Ahmed
17 Oct, 2009
MASHALLAH, MASHALLAH..... Bohat maza aaya Hazrat Wala DB ki awaaz mai ye bayan sonney mai....ALLAH onko aur Zindagi aur khob achi sehat dey.... Ameen.....
Karachi, Pakistan
23. Fahad
17 Oct, 2009
Allah SWT Hazrat-e-wala ko sehat aur lambee zindagee ata farma dain aameen summa aameen....Allah aur us kay rasool ASW kee mohobbat aur Ishq ka hazrat-e-wala say bara da'ee koee nahee ho sakta...kyunkeh un kay har lafz aur andaz say wohee ishq tapakta hai....Allah in ko sehat ata farmaeay aameen summa aameen
Chicago, United States
24. Farahn ulHaque Siddiqui
16 Oct, 2009
Allaah ka ye hum per ehsaan-e-Azeem hai k uss nay hamain Ahlay Haq say jora hai...aur AhlayHaq mein say bhi unn k saaath jo iss waqat k aur iss dour k baray heee taqay walay Allaah k banaday hain,....
Allaah ka shukar hum ada nahee kersaktay... iss dour mein asay Sheikh say jora hai k jo wo he baat kertay hain jo iss dour k mutabiq hai.... aur jo DIRECT HERAT per jaa ker lagti hai aur CHUBTI hai...
Allaah hum sab ko Hazrat-e-wala jaisa banaday.... aur Hazrat k sadqay her her gunahoo say bachnay wala banaday... ameen. ameen ameen.
ish. ye jo Hazrat say hum sab ki muhabbat hai insh. insh. insh. hamain Qymat walay din Allaah paak iss muhabbat k sadqay mein apnay Arsh-e-Azeem mein insh insh. jaga daingay.
Karachi, Pakistan
25. Jahanzeb Punjwani
16 Oct, 2009
Allah Hadratwala ke itne se bayan mei kya ajeeb asar dalte hain, ajeeb.
Manchester, United Kingdom
26. Mohammad Tariq
16 Oct, 2009
Assalamualaikum Warahmatullah Wabarakatuhu!
MashaALLAHu laquwata ila billah
ALLAH swr Hazrat ka saya hum sab per ta dair qaim rakhay aur Hazrat ki talemaat per amal ki taufeeq ata farmai, Ameen
Karachi, Pakistan
27. Muhammad Jawad Ali Khan
16 Oct, 2009
Masha Allah!! Hazrat Wala Db ka darde dil sab se anokha hai......Saari Zindagi Ghum Uthanay Walay Aur Allah(SWT) ki Muhabbat se Bharpoor Dil se Niklay Huay Hazrat Wala Db kay chand Alfaaz aur logo kay ghanto kay bayan se ziada mufeed hain....SUbhan Allah! Bohot hi nafa hua....Allah(SWT) mujh samait sabko Amal ki tofeeq ata farmae aur isko phelaanay ki tofeeq ata farmae...Aameen
Karachi, Pakistan
28. IMRAN IQBAL MEMON
16 Oct, 2009
ASSALAM.U.ALAIKUM
mujh se zabardast galati ho gayee ke main nahin aaya gulistane jauhar.bohat pachta raha hoon.abhi HAZRAT WALA ka bayan suna zabardast maza aayaa sunnay main.jab sunnay main itna aayaa to haazreen ko kitna aayaa hoga.jab yeah farmaayaa ke mutthii apni ho biwi ki na ho.kia hazrat waala ka andaaz hai!bairuni mulk waalay jitna taraptay hain hazrat wala ki yaad main uss ka ahsaas ab ho raha hai.aik majlis kee qeemat caoroo dollars se bhi ziaadaa hai.dua farmaayiaga thoree tabyat na saaz hai.JAZAK ALLAH.ASSALAMUALAIKUM
BANJUL, Gambia
29. Mujtaba
15 Oct, 2009
Intihaee Eman afroz bayan tha . Eman mein Tazgi a gae Raooh me bahar a gae MashaALLAH! ALLAH Hazratwala db khoob khoob sehat ata farmaye ameen
Karachi, Pakistan
30. Najeem
13 Oct, 2009
Mashallah Allah Ta'ala Hazrat Wala Damat Barakatuhum Ka Sayah Hum Sab Per 120 Baras Tak Rakhay
Quetta, Pakistan
31. khakePaey HAZRATWALA DB ,kamal
13 Oct, 2009
iss TAZA TAZA ANWAARAAT SAY BHARAY HOAY BAYAN SAY IMAAN TAZA HOO GAYA,,, her her baat HAZRATWALA DB ki pur noor aur khushi ki intiha nahin rahi kay 84 saal ki umer main Apni Beemari kay bawajood hum sb ki aur aik aik INSAAN ki itni fiker k chup nahin raha gaya,,ahqer bhi inn batoon per 100% Amal ka irada karta hay
Warning: MagpieRSS: Failed to fetch http://blog.zikr.pk/feed?cat=-12,-140,-156 (HTTP Response: HTTP/1.1 301 Moved Permanently
) in /var/www/html/zikrpk/web/vendors/magpie/rss_fetch.php on line 238